Kosar k saqi ka wo nawasa
HUSSAIN tha…

Jb Karbala k dasht me pyasa HUSSAIN tha…

Baadal Yazeediat k jo pheley the char soo…

Un me chamakta aik sitara HUSSAIN tha…

Karta wo kese hath pe baiet yazeed k…

Us waqt sb se urfa-o-aala HUSSAIN tha…

Hilne laga tha arsh-e-ilahi bhe us ghari…

Jb Karbala ke rait pe tarpa HUSSAIN tha…

Pardes me shaheed jise kar dia gya…
Wo MUSTAFA ki aankhon ka tara HUSSAIN(A.S) tha..!