Ya Husain A.S
Monday, December 21st, 2009
Khoon se chiragh deen ka jlaya Husain ne
Rasm-e-wafa ko khob nibhaya Husain ne
Khud ko to 1 boond b pani na mil saka
Karb o Bala ko khoon pilaya Husain ne
Aesi Nmaz kon parhega jahan ma?
Sjda kya to sar na uthaya Husain ne
Sb kuch Khuda ki rah m qurban kar diya
Asghr sa phool b na bchaya Husain ne
Sphere: Related ContentSend to Twitter


