Mohsin Naqvi ghazals, mohsin naqvi poetry, mohsin naqvi shayari, mohsin naqvi poems, urdu poetry, hindi poetry, hindi shayari, urdu shayari, romantic urdu poetry, romantic hindi poetry, romantic urdu shayari, romantic hindi shayari, mohsin naqvi ghazal, sms,
Mohsin Naqvi Ghazal
Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Mujhay tum azmanay se zara pahlay bata daina
Kisi heelay bahanay se zara pahlay bata daina
K mujh ko tum bholanay se zara pahlay bata daina
Zamin ke rait pe tum ne mohabbat se likhi thi jo
Woh tahrerain mitanay se zara pahlay bata daina
Mairay dilber k is dill pr main rakh loon zabt ka pathar
Suno daman churanay se zara pahlay bata daina
Kisi bhe mor pe “Mohsin” bura pao agar mujh ko
zara pahlay bata daina…

Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina..
Suno humain likh kr kisi lamhay khaen mehfoz kr lo tm , tmhari yaad se dekho niklty ja rhe ha hum.
Abi to ishq me aisa b haal hona ha
K ashk rokna b tm se mahaal hona ha
Tmain khber ha nae tum to lot jao gy
Tmhary hijer me lmha be saal hona ha
Humari roh py jeb be azaab utrain gy
Tmhari yadon ko es dil ke dhaal hona ha
Milain ge hmko be apny naseeb ke khushian
Bus entazar ha k kb ye kmaal hona ha
Her ek shekhs chaly ga hmari rahoon per
Mohabbton me hmain wo misaal hona ha
WASI mjh ko yaqeen ha k wo lot aye ga
Ussy be apny be kiye ka mlaal hona ha!
mera best shair Mohsin Naqvi mere mobile main sirf mohsin naqvi k ghazal pare hain I Love Poetry Only Mohsin Naqvi
JUDI par hi Qaim hia nizam-e zindagi —-mohisn Bichar jata hai pani bhi galay mil mil ke sahil se
apni ankh ke smudar me utar jane de tera mujram hu doke mar jane de
I LIKE
I like it